Poem on corona
Kisi Ko privar k sath khusiya dilaya,
To kisi Ko Khun k aasu rulaya...
He corona tune kaisa din dikhkaya.
Tere bare me likhne Ko bhi man nhi karta.
Tune itni ijjat apni giraya ...
He corona tujhe aisa kisne banaya ..
Is unlockdown ne tujhe khub badaya ,
Tera DAR dimag se ghataya .....
Lekin tu kaha sudhrega tune to apna kahar dongni gati se badaya ....
He corona tujhe kisne banaya....
Government ne hath khade kr diye h ,
Aaj bhi log ghr paidal pahuch Rahe h...
Tune Bina puri umr k mout se milvaya...
He corona tune ye kaisa din dikhkaya
✍️ Diksha Gajbhiye
Comments
Post a Comment